Shakil Azmi Gazal Jo Ranjishe Thi Unhe Barkarar
Jo ranjishe thi unhi barkarar rahne diya
Gale mile aur dil me gubaar rahne diya
Gali ke ek mod se aawaz dekar laut aaya
Saari raat usey bekarar rahne diya
Koi khwaab dikhaya na koi gam diya usko
Uski aankhon me bas ek intizaar rahne diya
Usey bhula bhi diya aur yaad bhi rakha usko
Nashaa utaar diya aur khumaar rahne diya
Usey bhula bhi diya aur yaad bhi rakha usko
Nashaa utaar diya aur khumaar rahne diya
जो रंजिशे थी ग़ज़ल शकील आज़मी
जो रंजिशे थी उन्हें बरकरार रहने दिया
गले मिले और दिल में गुबार रहने दिया
गली के एक मोड़ से आवाज़ देकर लौट आये
सारी रात उसे बेक़रार रहने दिया
कोई ख्वाब दिखाया ना कोई गम दिया उसको
उसकी आँखों में बस एक इंतजार रहने दिया
उसे भुला भी दिया और याद भी रखा उसको
Na mera mane tha na dam nazare Mohabbat me.bus Usme Bhawo pucha or mahnga ho gya tha Mai.
ReplyDeleteShakil sahab ki baat hi aur hai
ReplyDeleteAmazing
ReplyDeleteLines are not as written by Shakeel Azmi..
ReplyDeleteJo ranjishen thi unhen barqarar rahne diya,
Gale mile bhi to dil mein gubar rahne diya..